Lata Mangeshkar & Mohammad Rafi Duets - Laxmikant Pyarelal Music

Link Back To Madhu's Home Page

Link Back To Lata Mangeshkar Songs

Link Back To Mohammad Rafi Songs

Lata Mangeshkar & Mohammad Rafi Duets - LP Music 2

Aan Milo Sajna (1970) starring Asha Parekh, Rajesh Khanna, Vinod Khanna, Junior Mehmood, Rajendranath & Nirupa Roy.
Producer: J. Om Prakash
Director: Mukul Dutt
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

rang rang ke phool khile mohe bhaye

lyrics for rang rang ke phuul khile hain, mohe bhaaye koii rang naa, ab aan milo sajnaa.diipak sang patangaa naache,koii mere sang naa, ab aan milo sajnaa.

Link to YouTube for video of rang rang ke phool khile mohe bhaaye koi rang naa.

Aap Aaye Bahaar Aayee (1971) starring Sadhana, Mumtaz,  Rajendra Kumar, Prem Chopra, Rajendranath & Meena T.
Producer & Director: Mohan Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for koyal kyo.n gaaye? baaG se jab patjhaD jaaye re bahaar chalii aaye man mast pavan dhaDkaaye ki ambuaa pe koyal gaaye. baadal kyon chhaaye? birhaa ke jab giit koii gaaye re to aag lag jaaye, rimjhim paanii barasaaye ki aakaash pe baadal chhaaye.

Link to YouTube for video of koyal kyon gaaye

lyrics for dil shaad thaa ke phuul khilenge bahaar mein, maaraa gayaa Gariib isii aitbaar mein. mujhe terii mohabbat kaa sahaaraa mil gayaa hotaa, agar tuufaaN nahiin aataa kinaaraa mil gayaa hotaa.

Link to YouTube for video of mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Aas Paas (1981) starring Hema Malini, Dharmendra, Prem Chopra, Indrani Mukherjee, Nadira & Nirupa Roy.
Producer: Jagdish Kumar
Director: J. Om Prakash
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of shahar mei charcha hai

Aasha (1981) starring Jeetendra, Reena Roy, Rameshwari & Girish Karnad.
Producer & Director: J. Om Prakash
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for aashaaon ke saavan mein, umangon kii bahaar mein, tum mujhko DhuuNDho mai kho jaauuN pyaar mein.

Link to YouTube for video of aashaaon ke saawan mei

lyrics for ik din bahaaron ne phuulon se ye kahaa kaaNTon kii nok par khilte ho tum magar haNste ho jhuum kar, zaKhmon ko chuum kar. inasaanon ke liye diivaanon ke liye mushqil ye kaam hai, tumko salaam hai haaN tumko salaam hai.

Anari (1975) starring Sharmila Tagore, Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee, Kabir Bedi & Kader Khan
Director: Asit Sen
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Stil need mp3 of hum to jis raah par jaate hain

Link to YouTube for video of hum to jis raah pe jaate hain

hum to jis raah pe jaate hain is picturized on Shashi Kapoor & Sharmila Tagore.

Anjaanaa (1969) starring Babita, Rajendra Kumar, Nazima, Pran, Prem Chopra & Sunder.
Producer & Director: Mohan Kumar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for rimjhim ke giit saavan gaaye, haay bhiigii-bhiigii raaton mein. honThon pe baat dil kii aaye, haay bhiigii-bhiigii raaton mein.

Link to YouTube for video of rimhim ke geet saawan gaaye haay bhigi bhigi raaton mein.

Anokhi Ada (1973) starring Rekha, Jeetendra, Vinod Khanna, Mehmood, Manmohan, Nazir Hussain & Kanhaiya Lal.
Producer & Director: Kundan Kumar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of tere dil mei zara si jagah agar mile

lyrics for Tere dil me zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera qadam aakash par mile. Tere dil me zara si jagah agar mile phir ye duniya chhahe na mujhe saari umar mile.

Aya Sawan Jhoom Ke (1969) starring Asha Parekh,  Dharmendra, Nazima, Rajendranath, Balraj Sahni, Sulochana, Sunder & Mubarak.
Producer: Filmyug Private Ltd.
Director: Raghunath Jalani
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for badaraa ho badaraa chhaaye ki jhuule paD gaye haay ki mele lag gaye, mach gayii dhuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke. badraa ho badraa chhaaye ki jhuume parvat haay re, kajaraarii badariyaa ko chuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke ki aayaa saavan jhuum ke.

Link to YouTube for video of badra chaaye ... aaya saawan jhoom ke

saathiya nahin jaana ki jee na lage

lyrics for saathiyaa nahiin jaanaa ke jii naa lage, mausam hai suhaanaa ke jii naa lage. saathiyaa maine maanaa ke jii naa lage, jii ko thaa samajhaanaa ke jii naa lage.

Link to YouTube for video of saathiya nahin jaanaa ki jee na lage

Banphool (1971) starring Babita, Jeetendra, Shatrughan Sinha, Asrani, Ramesh Deo, Sunder & Kanhaiya Lal.
Director: Vijay Bhatt
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of o sapno ki rani o sapno ke raja

Bikhre Moti (1971) starring Babita & Jeetendra.
Director: Chanakya
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of ye jo ladki hai ye jo ladka hai

Chacha Bhatija (1977) starring Dharmendra, Randhir Kapoor, Hema Malini, Yogita Bali, Rehman & Jeevan.
Director: Manmohan Desai
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Dharmendra & Hema Malini are paired together.

Link to YouTube for video of tere sheeshe ka saamaan maine toda meri jaan

Charas (1976) starring Hema Malini, Dharmendra, Amjad Khan, Aruna Irani, Asrani, Ajit, Jairaj, Keshto & Sapru.
Producer & Director: Ramanand Sagar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for dil insaan kaa ek taraajuu jo insaaf ko taule, apnii jagah par pyaar hai qaayam dharatii ambar Dole. sab se baDaa sach ek jagat mein bhed anek jo khole, prem binaa jiivan suunaa ye paagal premii bole. ke aajaa terii yaad aayii, o baalam harajaaii, aajaa terii yaad aayii.

Link to YouTube for video of aajaa teri yaad aayi

Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi sang for Hema Malini and Dharmendra. However, the prelude in the background is sung by Anand Bakshi who also penned the lyrics.

Devi (1970) starring Nutan, Sanjeev Kumar, Farida Jalal, Aruna Irani, Mehmood, Madan Puri, Mukri & Jagirdar.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of teri haseen nigaah ka mai ehsanmand hoon

Do Raste (1969) starring Mumtaz, Rajesh Khanna, Prem Chopra, Bindu,  Kamini Kaushal, Jayant & Asit Sen.
Producer & Director: Raj Khosla
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal 

chhup gaye sare nazaare oy kya baat

lyrics for chhup gaye saare nazaare oye kyaa baat ho gayii. tuune kaajal lagaayaa din mein raat ho gayii. mil gaye nainaa se nainaa oye kyaa baat ho gayii. dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayii.

Link to YouTube for video of chhup gaye saare nazaare oy kya baat ho gayi

Ek Nazar (1972) starring Amitabh Bachchan with Jaya Bhaduri (before she married Amitabh Bachchan).
Producer: Anil Khanna
Director: B. R. Ishara
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal
 

lyrics for pattaa pattaa buuTaa buuTaa haal hamaaraa jaane hai. jaane na jaane gul hii na jaane baag to saaraa jaane hai.

Link to YouTube for video of patta patta boota boota haal hamaaraa jaane hai

Himmat (1970) starring Mumtaz & Jeetendra
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of das gayi das gayi naagin si zulfen teri

Humjoli (1970) starring Jeetendra, Leena Chandawarkar, Mumtaz, Mehmood, Pran & Manmohan.
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal

lyrics for haay re haay niind nahiin aaye chain nahiin aaye dil mein tuu samaaye aayaa pyaar bharaa mausam diivaanaa diivaanaa.

Link to YouTube for video of haay re haay neend nahin aaye

haay re haay neend nahin aaye is filmed on Jeetendra & Leena Chandawarkar.

Link to YouTube for video of tik tik mera dil bole

tik tik mera dil bole is filmed on Jeetendra & Mumtaz with Leena Chandawarkar watching them.

Inteqam (1970) starring Sadhana, Sanjay Khan, Helen, Ashok Kumar & Pran.
Producer: Shaktiman Enterprises
Director: R. K. Nayyar (Sadhana's husband)
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Laxmikant Pyarelal

Link to YouTube for video of hum tumhare liye tum hamaare liye

Izzat (1969) starring Dharmendra in a double role paired with Tanuja & Jailalita. Also starring Mehmood & Balraj Sahni.
Producer: Pushpa Pictures
Director: T. Prakashh Rao
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music Director: Laxmikant  Pyarelal

ye dil tum bin kahin lagta nahin

lyrics for ye dil tum bin kahiin lagtaa nahiin, hum kyaa karen. tasavvur mein koI bastaa nahiin hum kyaa karen. tumhii kah do ab ai jaane-vafaa hum kyaa karen. luTe dil mein diyaa jaltaa nahiin hum kyaa karen. tumhI kah do ab ai jaane-adaa hum kyaa karen.

Link to YouTube for video of ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kya karen.

ye dil tum bin kahin lagta nahin is picturized on Dharmendra & Tanuja.